C FM7 G
Chhod aaye hum woh galiyaan!
Fm G# Cm
Chhod aaye hum woh galiyaan!
C FM7 G
Chhod aaye hum woh galiyaan!
Fm G# Cm
Chhod aaye hum woh galiyaan!
C
Jahan tere pairon ke kamal gira karte they;
C
Hanse to do gaalon mein bhaanwar pada karte they.
C
Jahan tere pairon ke kamal gira karte they;
C
Hanse to do gaalon mein bhaanwar pada karte they.
G#
Teri kamar ke bal pe nadi muda karti thi.
G#
Hansi teri suun suunke fasal pakaa karti thi.
C FM7 G
Chhod aaye hum woh galiyaan!
Fm G# Cm
Chhod aaye hum woh galiyaan!
C Am
Oh! Jahan teri eidi se, dhoop udaa karti thi,
F G# C
Suna hai us chaokhatt pe ab shaam raha karti hai.
C Am
Jahan teri eidi se, dhoop udaa karti thi,
F G# C
Suna hai us chaokhatt pe ab shaam raha karti hai.
C Am
Latoon se uljhi lipti ek raat hua karti thi.
G#
Kabhi kabhi takiya pe woh bhi mila karti hai.
C FM7 G
Chhod aaye hum woh galiyaan!
Fm G# Cm
Chhod aaye hum woh galiyaan!
Em
Dil dard ka tukda hai!
Fm
Patthar ki dali si hai!
Am Em
Ek andha kuwan hai yah ek band gali si hai.
C Am
Ek chhota sa lamha hai, jo khatam nahin hota.
F Fm
Main laakh jalata hoon, yeh bhasam nahin hota.
Fm
Yeh bhasm nahin hota!
C FM7 G
Chhod aaye hum woh galiyaan!
Fm G# Cm
Chhod aaye hum woh gali
Pages
▼
Pages
▼